Saturday, February 20, 2016

Mast Santa Jokes

Santa Bank main paise jama karane gaya. Cashier - Tumhare Note nakli hai.
Santa - Tujhe kya farak padata hai?
Jama to Mere Account me ho rahe hai na..!!

********

Girlfriend - Apke bina mera ZEE nahi lagta..
.
Santa - ZEE nahi lagta to isme kya hai pagal...
.
SONY ya STAR PLUS laga lo wo bhi achhe channel hai.

No comments:

Post a Comment