Saturday, June 8, 2013

Santa ke Majedar Chutkule

Ek Bar Santa Ne Socha,
Bhagwan Ki Toh Sab Pooja Karte Hain,
Kyu Na Mai Shaitan Ki Pooja Karu...?
Ho sakta hai wo free ho aur meri wishes puri kar de.
Santa ne 1 year tak Tapsya ki...
After 1 year,
Shaitan uske samne aaya...

Shaitan : Vats mai tumse khush hua...
3 vardan maang lo..
Santa : Nahi mujhe 100 vardan chahiye

Shaitan : Vats mai kewal 3 de sakta hu...
lena hai to le nahi to mai chala.
Santa : (ek minute soch kar) aacha aapke hath
main jo Gada hai vo danda ban jaye.

Shaitan : Tauhastu, ab dusri wish bolo?

Santa : Is dande ko apni pichhe daal lo, andar tak...

Shaitan : (confused) Tathastu, aab jaldi se
tisri mang saale bahut dard ho raha hai..

Santa : Smiles & says, Haramkhor,
ab bol baki 97 wishes dega ya fir is
dande ko andar hi 'Gada' banwa du

No comments:

Post a Comment